Pehle din inkaar kiya ... duje din iqraar ki ... teeje din pyar kiya

Computer ne insaan ko nahi banaya hai ... insaan ne computer ko banaya hai ... is liye joh dimaag kar sakta hai, woh aapka computer nahi kar sakta hai

Jab pyar karne waale apne jazbaato ko dabakar ... rishto ko koi doosra naam dete hai ... toh kabhi na kabhi, kahin na kahin jazbaat phoot phootke rone lagte hai

Duniya mein kisi aadmi ko chhota mat samajhiye… Kyonki har chhota, kabhi na kabhi bada zaroor ho jaata hai

Kya koi kisi se itna pyar kar sakta hai ki uski jaan lele?

Kabhi kabhi aisa kyun hota hai ... ki apne paraye ho jaate hain

Aadmi ka khud pe bharosa, uski taqat hoti hai

Aap haath uthaayein ya haath phailayen… Main apna pyar aapki jholi mein nahi daal sakta